Main Tumhara Lyrics, Singer - Hriday Gattani, Jonita Gandhi, Lyricist - Amitabh Bhattacharya

Main Tumhara Lyrics, Singer - Hriday Gattani, Jonita Gandhi, Lyricist - Amitabh Bhattacharya

Main Tumhara Lyrics, Singer - Hriday Gattani, Jonita Gandhi, Lyricist - Amitabh Bhattacharya

Song Details
Singer - Hriday Gattani, Jonita Gandhi
Album - Dil Bechara
Lyricist - Amitabh Bhattacharya
Music - AR Rahman
Director - Mukesh Chhabra
Cast - Sushant Singh Rajput, Sanjana Sanghi
Music Label - Sony Music India


MAIN TUMHARA LYRICS
Find Hriday Gattani shows
on Bandsintown
Tum na huey mere toh kya
Hmm.. Tum na huey mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu akhiri
Maahi mere basi hai marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main deewaro ki tarah hun tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seencha
Tum na huye mere toh kya
Hmm.. Tum na huye mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya..
Written by:
Amitabh Bhattacharya